Suwal... Sajde ki sunnaten kitni hen ? ?
Jawab...sajde me 12 sunnaten hen...
1..sajde ki takbir kehna...
2..sajde me pehle dono ghutne rakhna
3..phir dono hath rakhna
4..phir naak rakhna
5..us ke baad peshani rakhna
6..dono hathon ke darmyan sajda karna
7..sajde me pet ko rano se alag rakhna
8..pehlu ko bazu se alag rakhna
9..kuhni zamin se alag rakhna
10..sajde me kam az kam 3 martaba subhana rabbiyal aala padhna
11..sajde se uthne ki takbir kehna
12..sajde se uthte huwe pehle peshani phir naak phir hath phir ghutne uthana our dono sajdo me itminan se bethna
(nizame tarbiyat)
🌲 masaile namaz 🌲
Suwal..qada me kitni sunnaten hen ? ?
Jawab..qada me 13 sunnaten hen...
1,daen per ko khada rakhna our baaen per ko bichakar us per bethna our ungliyon ko qible ki taraf rakhna
2,dono hathon ko rano per rakhna
3,tashahhud me ash'hadu allailah per ungli uthana our illallah per goradena
4,qadae akhira me durud sharif padhna
5..durud sharif ke baad duae masura padhna
6.,salam kehte waqt dono taraf chehra ghumana
7,salam daen taraf se shuru karna
8.,imam ka salam me muqtadiyon farishton nek jinnat ki niyyat karna
9,,muqtadi ka imam farishton nek jinnaat our dae baen ke muqtadiyon ki niyyat karna
10,munfarid (akele namaz padhne wale ko) sirf farishton ki niyyat karna
11.,muqtadi ko imam ke sath sath salam pherna
12,,dusre salam ki awaz pehle salam ki aawaz se past (aahista) karna
13,, masbuq ko apni chuti hui namaz ada karne ke liye imam ke farig hone ka intizar karna
(nizame tarbiyat)
🌲 masaile namaz 🌲
Suwal...namaz ke makruhat kitne hen ? ?
Jawab...namaz me 30 chizen makruh hen...
Inshaallah do din me 15/15 diye jayenge...
1.kisi sunnat ko janbujh kar chorna
2..gardan pherkar idhar udhar dekhna
3..kutte ki tarah bethna yani dono ghutne uthakar bethna
4..dono aastin chadhana
5..kurta mawjud hote huwe sirf lungi/izar me namaz padhna
6..salam ka jawab ishare se dena
7..bagaer uzr char zanu (palti markar) bethna
8..mard ko baalon ki choti bandhkar namaz padhna
9...sar per is tarah rumal bandhna ke bich khula rahe
10..kapde ko idhar udhar se uthana ya sirf latka dena jese kot aastin me na dale aese hi kandhe per latjade
11..daaen bagal khula rakhkar baaen bagal per chadar dalna
12...qirat ko qiyam me pura na karna ruku me jakar pura karna
13..nafl ki pehli rakat lambi karna
14..tamam namazon me (nafl /farz) dusri rakat ko pehli se zyadah lambi karna
15..farz ki 1 rakat me surat ko do martaba padhna
(nizame tarbiyat ba hawalae nurul izah)
Baqi kal inshaallah
Note..sare sathi namaz me makruh ka khayal rakhte huwe padhe is me se kuch aese makruh hen jin ki wajah se namaz duhrani hoti hen
Bundah Sajdeh Ki Halut Main
Abu Huraira Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai K Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya Bundah Sajdeh Ki Halut Main Apne Rab Ke Bohat Ziadah Qareeb Hota Hai
bus us Waqt Ba- Kasrat Du’a Kia Karo
(Muslim, Kitabus Salaat, H# 482
Mufti sahab hadees tafseel se samjhade k kis tarah nafil namaz me sajde ki haalat me dua maange or kya dua maange..jazaakhAllahu khayer
Sajde ki halat mein dua.a e masura mange . . . . . Jese . Allahummag firlee . . Dua.a e qunut . Rabbna atina wagaira
namaz k farz
7 Farz Bahar ke
1) jaga ka paak hona.
2) kapro ka paak hona.
3) badan ka paak hona.
4) satar ka chupana.
5) namaz ka waqt hona.
6) kibla ki tarah muh karna.
7) niyyat karna.
6 Farz andar ke
1) takbire tahrima yani Allahu akbar kehna.
2) kiyam karna.
3) kirayat padhna.
4) ruku karna.
5) har raka'at me do sajde karna.
6) aakhri kayde me atatahiyyat ki mikdar bethna.
note:-Jisko kch samjh nai aaya wo puche le kyu ki har musalman ko malum hona chahiye k uski namaz sahi hai ya galat...
G. Sahi he
🌲 masaile namaz 🌲
Part ....1
Suwal...mufsidate namaz kitne hen ? ?
Jawab...mufsidate namaz yani jin se namaz tut jati he wo ye hen...
1..koi baat karna chahe galati se ho ya janbujhkar
2..aesi dua mangna jo logon ki baat ki tarah ho jese ae allah mera fulan se nikah karade mujhe gadi dede wagera
3..kisi ko salam karna
4..kisi ke salam ka zuban se jawab dena
5..amale kasir karna yani aesa kaam jis sdekhne wala ye yaqin kare ke ye aadmi namaz me nahi he
6..sine ko qible se pherdena
7..munh ke bahar se kisi chiz ka khalena chahe kitni choti ho
8..jo chiz danton ke darmyan phasi ho chane ke barabr ho khalena( agar chane se kam he miqdar me to namaz fasid nahi hogi)
9.. Pani wagera pi lena
10..bila zarurat khankharna (gala saaf karna )jis se huruf (shabd/words) peda hojaye...
Baqi aainda inshaallah
(nizame tarbiyat)
🌲 masaile namaz 🌲
Part
Suwal..mufsidate namaz kon kon hen?
Jawab...mufsidate namaz jis se namaz tut jati he wo ye hen...
11..namaz me uff tuff karna
12..aah uh karna
13..taklif our dard se aesa rona jis se huruf (words) peda hojayen...agar allah ke khof se ya jannat jahannam ke tazkire se rone me aawaz our huruf nikalne se namaz nahi tutegi..
14..chinkene wale ke jawab me yarhumukallah kehna
15..kisi ne ke pucha kya allah ke alawa koi our mabud he??? To musalli ne kaha lailaha illallah /isi tarah kisi ne koi taklif ki baat sunai to namazi ne inna lillah padh diya /isi tarah achchi khabar sunkar alhamdulillah kaha to in tino surton me namaz fasid hojayegi..
16..kisi tajjub ki baat per lailah illallah ya subhanallah kehna
17..quran ki koi aayat jawab ki niyyat se padhna...
Uper ke tino ka khulasa ye he ke koi bhi aesa amal jis me dusre se baat ho ya us ki baat ka jawab ho us se namaz fasid hojayegi....
Baqi kal inshaallah
Agar koi baat na samajh me aayi ho to malum karlen...
Ibrahim alyani
9173964404
🌲 masaile namaz 🌲
Parta
Suwal..mufsidate namaz kon kon he??
Jawab...
18... Tayammum karne wale ka pani per qadir hojana...(yani koi tayammum karke namaz padhraha he us ko pani istemal karne ki taqat aajaye to wo namaz tut jayegi)
19..chamde ke moze per masah ki muddat ka pura hojana (chamde ke moze per 24/ ghante tak msah karsakte hen our musafir he to 72/ ghante tak ab 15/ ghante ya 72/ ghante namaz me pure hogaye to namaz tut jayegi)
20...Chamde ke mozo ko nikal dena
21..an padh jis ko quran ki 1 aayat bhi na aati ho us ka 1 aayat yaad karlena
22...nange aadmi ko kapda miljana..(kapda nahi tho to nange namaz padhraha tha ab chalu namaz me kapda aagaya to namaz tut jayegi)
23..ishare se namaz padhne wale ka ruku sajde per qadir hojana
24...janbujh kar wizi tor dena
25...be hosh/pagal hojana
26..fajar ki namaz padhte padhte suraj nikal jana
RAEESUL MUHADDISEEN HAZRAT MAULANA SHAH ABDUL HAQUE MUHADDISE DEHLVEE RAHMATULLAHI ALAYHI
(JIN KA NAAM HAR ALIM KI SANAD ME AATA HAI JIN KO BARELVEE AUR DEWBANDEE MASLAK KE ULAMAA DIL SE MANTE HAI)
APNI KITAB MAA SABAT MINAS SUNNAH (JIS ME 12 MAHINE KE SAHEEH,ZAEEF AUR MAVZOOH HADEES LIKHI HAI) ME TAHREER FARMATE HAI," HAAKEEM RAHMATULLAHI ALAYHI SE NAQAL KIYA GAYA HAI KE AASHOORAH KO ROZE KE ALAWAH TAMAM AAMAL KI FAZILAT JAISE
1.ASHOORAH KI NAMAZ
2.SADQAH
3.KHIZAAB
4.TEL LAGANA
5.SURMA LAGANA
6.DANE ( KHICHDA) PAKANA
WAGAIRAH KAAM KI FAZEELAT MAVZOOA
(BANAWATI) AUR BOHTAAN HAI.
AUR HAAFIZ IBNUL QAIYYIM NE BHI YAHI FARMAYA HAI KE( UPAR KE AAMAL AUR KHUSHBU LAGANE KI FAZILAT) AASHOORAH KE DIN JUTHE LOGON NE GHAD LI HAI.
📕( MA SABAT MINAS SUNNAH FEE AYYAMIS SANAH SAFA 17 MATBAA MUJTBAEE DEHLI)📗
ITNI MUATABAR AUR SAAF BAAT HAMARI REHNUMAE KE LIYE MAVJOOD HAI.LIHAZA HAME IN KAMO KO KHAS ASHOORAH KE DIN FAZEELAT WALA SAMAJH KE KARNE SE BACHNA HAI.
✏NOT.IN KAMO KE FAZAIL BARELVI MASLAK KI KITABON ME MAVJOOD HAI.IS SE MALOOM HUWA KE BARELVI MASLAK KE AKSAR AQAEED AUR AAMAL MAVZOOA RIWAYAT SE SABIT HOTE HAI.
HAM SIRF HADEES KI KITAB KA HAWALA DEKH KAR SAHEEH MAN LETE HAI.SIHAHE SITTAH KE AKAWAH KI HADEES ME SHUBAH HO TO TAHQEEQ KARNI CHAHIYE.
RABEEUL AWWAL MAHINE KE MAVZOOA HADEES BHI IS KITAB ME MAVJOOD HAI.USE PADH KAR AUR MAAN KAR USE CHHAPWANA AUR FRLANA BAND KARE.